Dr Naveen Sharma

Doctor
blog-image1
aapka kandha baar baar utrta hai kay?

kandhe ka bar bar utrna ek bahut badi problem hai . iske wajah hote hao chot lagna ya koi jhatka lagna . jab bhee koi jhatka kandhe me lagta hai to uska mans fat jata hai . jiska pata x ray par nahee lagta hai . x ray ke baad aap jab three tesla maschine se MRI karwate hain to pata lagta hai ki kandhe me bankart or hilsach lesion aa rahe hain. Bankart or hilsach se ye baat clear ho jatee hai ki ye problem dava se sahee nahe ehogee. isme surgery karna padta hai. ye surgery kai tareeke ka ho sakta hai. agar aapka bone loss kam hai aur kandha 4 se kam baar utra hai to aap Arthroscopy wala treatment karwa sakte ho. agar aapko sports khelna hai ya fir aapko majbuti wala kaam karna hai to latarjet wala surgery jydaa achcha rahta hai aap ko MRI hamesha three tesla wala karwan rahta hai jisme pata chal sake ki aapko problem kitna bad ahai .

No Answers