hip AVN ka treatment medicine se ho sakta hai kya?
AVN me hip me se blood supply band ho jata hai. iska matlab hai ki hip me blood hee nahee ja raha hai. aesa is liye hota hai ki hip me blood le jane wale blood vessels band ho jate hai . iske ye karna hai. 1. Alcohol lene se 2. Steroid ya desi dawa lene se 3. sickle cell 4. injury jaise neck femur me fracture Jab ek baar mri par AVN aa jata hai to darne kee baat nahee hai. isme shuru me itna problem nahee hota. isme kai log aap ko powder ya churna lene ke liye bolte hain par aap ko inse koi fayda nahee hoga kyunki blood se hee dava hip me jatee hai aur jab blood hee nahee ja raha to dava kaise jayegee ,. aap is tareek se PRP ya dava ya powder me paise waste na kare. core decompression se bhee fayda kuch din hee chalta hai . isme aaj nahee to kal hip replacement hee best option hao. hip replacement best DAA technology se ho raha hai jo MIS se bhee accha hai isme recovery fast hotee hai aur koi bhee parhej nahee karna padta aap dr naveen sharma se is bare me aur bhee jankaree le sakte ho.