Arun Sharma

. Following

sir kya implant removal ke saath pcl surgery possible hai.
sir mera bike se accident hua tha jisme proximal tibia and patella fracture hua tha,jisko implant se fix kar diya gaya, lekin jab maine knee bending kee to tibia peeche ki taraf approx 8mm sag kar rahi thi jisse mujhe rehab karne me bahut problem Hui,aur jab mai full weight ke saath chalne laga to ghutne me lachak aane lagi ,ek saal hone ke baad bhi mai running nahi kar pa raha hu. lekin achhi bat ye hai ki knee bending 100,%hai sir implant SS ka tha jisse MRI bhi nahi ho sakti. sir please provide me solution. Arun Sharma 26Years.
...Read More
blog-image1