Dr Naveen Sharma

Doctor
blog-image1
Mera kandha pahlee baar utra hai to kya karna chahiye ?

Kandha agar pahlee baar utra hai to darne ka jarurat nahee hai ! Sabse pahle aap ko shoulder support lagana hai 15 din . Is beech aap apna mri karwa lena Takee pata chale ki andar kitna damage hai . 3 Tesla mri karana achha rahega . Usme pata chalega ki apko Bankart hai ya Hilsach hai ya bone loss hai . Jab bhee aapko pata chalega to aap mujh se report share kar sakte ho . Aap apnee kasrat start kar dena . Agar aapko  fir se kandha nahee utarta to koi tension nahee hai . Agar aap ka kandha fir utar jata hai to aap ko surgery karwana sahee rahega . 

No Answers